wazifa in urdu is a blog all about islamic madni and rohani wazaif and all about islam.

Responsive Ads Here

Monday 5 December 2016

Jinnat Ka ilaj Quran Se -Jinnat Ka Saya/Ghar - Jinnat sy Chutkaray Ka Wazifa


 Jinnat Ka ilaj Quran Se -Jinnat Ka Saya/Ghar - Jinnat sy Chutkaray Ka Wazifa is video mae hum jinnat sy nijat ka hal btien gy k kesay ye jinnat saya or ghar mae ajaty hen ap ny in k brae mae bht ce khaniyan suni houn gi ke ghar mae jinnat ka ajana ya in ka kisy insan par saya hojana ha ye such hae ye logo mae bhe ajaty hen jab kuch log in kae thikhna ko cherany ki koshish karte hen. https://youtu.be/XFxdsOHh1JY jinnat ke bhe apnay ghar hoty hen par ye sirf inhe jgahoun par aty hen jha abadi kam hoti hae or logo zaida ni hoty or gha sunsan jgahen hoti heen wha ye apna basera bna letay hen or dosto aek bat jan len jesa kehty hen na na zaida dosti achi or na dushmani aesay he in mae kiye log aesay bhe hoty hen jo in se dosti kar lety hen ab agy ye bat ajaty hae jinnat aakhir kon hen? https://youtu.be/XFxdsOHh1JY jinnat do trha k hoty hen: naik or bad ab jo naik hoty hen wo Allah ki ibadat karty hen or jab k bad jinnat agr isnan ko in ka saya hojae to insan kbhi bhe bahar ni askta ye bat yad rakhen meray dosto iss liye aesay jagha peshab karny sae baaz ajaen jha sunsaniet yani darakh or talab wagera mae bilkul bhe na kren. in sae bachne ki dua hum nae video mae bt dy hae ap is amal ko bawazu hokar karen inshAllah allah apko farak daly ga yani ap ko bht faida hoga kuch log jinnat se kaam bhe letay hen or in ko kabu bhe karty hen ap kabhi bhe aesa na kren jab tak ap k pechay koi murshad na ho to please inkamoun say dun rahen ji kamoun ko ap nhi janty. Jinnat Ka ilaj Quran Se -Jinnat Ka Saya/Ghar - Jinnat sy Chutkaray Ka Wazifa. shukriya. special thanks to urdu lab please subscribe to our channel: https://www.youtube.com/channel/UCGjTA2QXwG4ssKrJeidT1_w https://youtu.be/XFxdsOHh1JY facebook:https://www.facebook.com/wazifainurdu/ g plus page: https://plus.google.com/u/0/?_ga=1.77096476.868474009.1479583552 twitter page: https://twitter.com/WazifaUrdu stumble upon: http://www.stumbleupon.com/stumbler/wurdu

No comments:

Post a Comment